Never upset in any situation
“Never upset in any situation.
Always be “UP” & “SET” and see how your life
will be settled automatically”
Keep Faith in “ALLAH”.
gudmorning
“Never upset in any situation.
Always be “UP” & “SET” and see how your life
will be settled automatically”
Keep Faith in “ALLAH”.
gudmorning
ALLAH pe Hmesha bharosa Rkho
Q k
ALLAH wo nhi deta jo Apko Acha lgta hy
Bal k
ALLAH wo Deta hy
..
Jo Ap k lye acha hota he.
Kabhi bhi apni jismani “Taaqat” or “Dolat” per
bharosa na kerna kiyon k “Bimari” or “Gurbat” aanay mein
dair nahi lagti…”
HAZRAT ALI (A.S)
/Ek ACHI bat/
Dunya se Mohabbt karny wala duniya ka Ghulam ban jata hai
.
Or,
ALLAH se Mohabbat karney waley ki dunya Ghulam ban jati ha.
Paani Peeney
Ka sahi time..
Jab paani Jism par Behtar Asar kar sakta hai
1 glass subah Uthney k baad
Androoni Aaza ko Activate krta hai.
1 glass Nahaney
K baad
> Blood Presure kam rakhta hai.
2 Glass khana khaney K 30min pehle..
> Hazma Behtar Bananey me Madad deta hai.
Aadha 1/2 glass soney se Pehle..
> Heart Attack
+ Brain Stroke se Bachata hai.
Ye aik bohat acha msg hai jo agr forward kiya jaye
to kafi log faida utha sakty hain.
Pareshani “Halaat” se nahi “Khayalaat” se paida hoti hai.
Behtreen Aankh wo hai jo “Haqeeqat” ka samna karey.
Duniya mein sab se Mushkil kaam apni “ISLAAH” karna hai, Aur sab se Aasaan kaam kisi dosrey par “Tanqeed” karna.
Nafrat Dil ka “Pagal Pan” Hai.
Insan Zindagi se “Maayous” ho to Kaamyabi bhi Nakaami nazar aati hai.
Jab Insan ki “Aqal” Kamil ho jati hai to us ki Guftagu Mukhtasir ho jati hai.
Hazrat ALI (A.S)
…Beautiful Advice…
“Ager Dukhon Ka Darya Uboor Karna Hai To Ansoun Ko Jazb Karne Ka Tareeqa Seekho”
==========
“Duniya Ko Jeetna Chahte Ho To Awaz Main Narmi Paida Karo”
==========
“Kisi Ko Paane Ki Tamanna Mat Kro Balkay Is Qabil Hojao K Log Apko Paane Ki Tamanna Karen”
===========
“Muhabbat Ki Aazmaish Muhabbat Ki Toheen Hai”
==========
“Routhne Wale Ko Itna Nahi Routhna Chahiye K
Manane Wala Khud Hi Rooth Jaye”!
A VerY nIcE smS fOr All:
1) Agar aap kisi doctor k Paas nahi jana chahtay to sura FATIHA me har Bimari ki shifa hy.
2) Agar apki Murad puri nahi hoti to rozana Sura YASEEN ki Tilawat karen.
3) Agar Rizq me Barkat chahiye to Rozana Sura WAQYA parhen.
4) Agar apko Qabr k Azaab ka dar hy to rozana raat ko Sura MULK parhen.
5) Agar Dunya k har Jhagray se nijat hasil karni hy to QURAN ki Tilawat ko apni Aadat banayen.
Achi baat phelana sadqa JaRia hai