Category: Yaad Shayari Sms


Advertisement

Bari tabdeeliyan laye hain

Bari tabdeeliyan laye hain apnay aap me lekin…
.

.
Tumhari yaad mein rehny Ki aadat ab bhi baqi hai…

Yadain unhi ki aati hein

**Yadain unhi ki aati hyn jin sy kuch taaluq ho**

**MOHSIN**

**Har shakhs muhobat ki nazar sy dekha nahi jata…

Hathon ko dil ny khoon ki

Hathon ko dil ny khoon ki tarseel rok di
.
.
.
Main ny tmhari yaad py ungli uthai thi…….

Tum Bin Agar Hamara

Tum Bin Agar Hamara Guzara Hota,

To Aaj Y0on Na
Tum Ko Pukara
Hota,

Hamare Dil Mein
To Sirf Tum Hi
Tum Ho,

Kash Tumhare Dil Mein Bhi
Khayal Hamara Hota.

Daaman-e-Dil se

Daaman-e-Dil se lipat jaatay hain yaad ke Jugnu,

.

Log kuch aisay bhi hain, jin ko main kabhi bhoola hi nahi.

Yaad Karney Ki Hum Nei

Yad Karny Ki Ham Ny Had Kar Di..

.

.

Bhool Jany Mein Tum Bhi Kamal Rakhty Ho..!!

Meri Yaadon Se Bach Nikley

Meri Yaadon Se Bach Nikley To Waada Hai Mera Tujhse. .

.

.

Main Khud Duniya Se Keh Dunga Kami Meri Wafa Main Thi. . .!!!

Teri yaadon ka mahel

Teri yaadon ka mehal banaya meine,

aarzo ka diya us mein jalaya meine,

yaad aaney wale tujhey meri qasam,

koi wo lamha bata jiss mein tujhey bhulaya meine.

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 ... 27 »

Advertisement