Category: Sahir Poetry Sms


Advertisement

Yeh chaand sitarey aur main

Suno jana !
Yeh chaand sitarey aur main…

Aaj bhi tumhara intezar karte hein…

Aaj bhi tumhari raah takte hein…
(waseem sahir)

Meri mohabat ake saraab hai

(Main aaj ka ake insaan hon)

Meri mohabat ake saraab hai…
Meri chahat ake azaab hai…

Main gul ko khaar bhi karta hon…
Main jhoota pyar bhi karta hon…

Main dil ko torta hon aksar…
Rooh ko jhinjhorta hon aksar…

Mujhe rangon ka hai shok bohut…
Main khoon ki holi khelta hon…

Main mazhab ka musalman hon…
Dolat se sab ko tolta hon…

Main jhoota sajda karta hon…
Allah se par na darta hon…

Mujhe marne ka to shok nahi…
Han kal ki tamanna karta hon…

Mujhe rishton ka hai paas bohut…
Main qaumo ka nigehbaan hon…

Main chaand pe basna chahta hon…
Main aaj ka ake insaan hon…
(waseem sahir)

Tu Aalam-e-madhoshi mein

Tu Aalam-e-madhoshi mein kaheen door nikal jaa..

.

Tera hosh mein rehna mujhey gawara nahi aye dil..

Yeh pari chehra logo ki

Yeh pari chehra logo ki mehfil hai aye dil..

.

Ishaq ko sanbhalo kahein barbad na kar dey..

Woh samney aya kuch

Woh samney aya kuch is tarah merey..

.

Wohi december ki sardi wohi berukhi uski..

khud hi dekhain gay tamasha

khud hi dekhain gay tamasha apni maot ka hum…

.
.

.

khangar tere hath main hoga to shikayat kaisi…

tere saher se niklon kaise

Aye sahir main tere saher se niklon kaise…

.

.

Yeh lehja yeh andaaz-e-bayan badal do apna…

Tujhe dekh pana

Tujhe dekh pana ab meri kismat main nahi sahir…

.

.

.

Tu sadyon ki musafat peh khara hai kisi ka hath thaam kar…

1 2 3 4 5 6 »

Advertisement