Mein Nei Daikha Tha Un DInoo Mein Ussay…
Jab Woh Khiltay Gulab Jaisa THa…
uss KI Palkoon Say Neened Chanti THi…
Uss Ka lahja Saraab Jaisa Tha…
Uss KI Zulfon Say Bheegti Thi Ghata…
Us Ka Rukh Mahtab Jaisa Tha…
Loog Parhtay Thay Khad-o-Khaal Uss Ke…
Woh Adab KI Kitaab Jaisa Tha…
Bolta Tha Zubaan Kushboo KI…
Log Suntay Thay Dharkanoo Mein Ussay…
Mein Nay Daikha THa Un dinoo MEin Ussay…
Saree Ankhain Thee AAinay Uss Kay…
Saray Cehroon Min Intekhab tha Woh…
sab se ghul mil ke ajnabi rahna…
ek darya numa sarab tha woh…
Kawab Ye Hai Woh Haqqeqat tha…
Yeh Haqeeqat Hai yeh Koi Khwab Tha Woh…
Dil Ki Dharti Pe Asman Ki Tarah…
Soorat-e-Saaya-o- Sahab Tha Woh…
Apni neenadyaan Us KI nazar Hooeyn…
Mein Ne Paya THa Raatjagoon Mein Ussay…
Mein Na Daikha Tha Un Dinoo Mein Usay…
Jub Woh Hans Hans Ke bat Karta Tha…
Dil ke Khaimay Mein Raat Karta Tha…
Rung Parhtay Thay Anchaloon Mein Ussay…
Mein Ne Daikha Ha Un dinoo Mein Ussaay…
Yeh Magar Dair Ki Kahani Hai…
Yeh Magar Door Ka Fasana Hai…
Iss Ke meray Millap Mein Hayaal…
Ab Tu sadyoon Bhara Zamana Hai…
Ab Yoon Hai Ke Hal Apna Bhi…
Dashtay Hijran Ki Sham Jaisa hai…
Kia Khabar In Dinoo Mein Woh Kaisa Hoga…
Mein Ne DAikha Tha Un Dinoo Mein Ussay…