Category: Sharabi Ghazal’s


Advertisement

Ye un ki chashm-e-khumaar parwar

Ye un ki chashm-e-khumaar parwar, badan ki meena, Labo’n k saaghar. .

Hmaari taoba !! na rehneY deY ga Ye chaLta phirta sharaab khaana.!!

KaBi SharaB Pi ke MaSJiD

KaBi SharaB Pi k MaSJiD chlE Ge…

KaBi NimaZ Parh K BoTal Utha Li,

Tere ishq ne Aesa Pagl kr dia,

K na MaSJiD K rahe,
Na Maikhane k Rahe,

KaBi UlaJh Pare Mulla se,

KaBi SaQi se HanGaMa Kr Dia,

Na Nimaz Ada ho Saki,

Na Sharab Pi Sake,

Na Wazoo K Rahe,
Na PeMane k Rahe,,

KaBi ShraBi Samjh K Mulla ne Fatwa lGa Dia,

KaBi SaQi ne Nimazi Samjh K Nikal Dia,

Ak Teri Khatir SaB DuniYa sE Juda H0e,

Tumhara kya ha,

Tm To zamany k the,
zamany K Rahe….

SAQI sharab la k tabiyat udas hy

SAQI sharab la k tabiyat udas hy

Mujhe itni pila k tabiyat udas hy

Tere jam ki kasam apne ap main nahi hun

Ankhon se pila k tabiyat udas hy

Sharab nahi ye aab-e-hayat hy mere liye

Tarsa tarsa k na pila k tabiyat udas hy

Sansain ruk rahi hain meri or dum ghut raha hy

Didar apna kara k tabiyat udas hy

Apno ne thukraya hy mujhe khuda ki kasam

Tu apna ban k dikha k tabiyat udas

Ghazab hai tera naqab saqi

Ghazab hai tera naqab saqi!
Pila de mujko sharab saqi?

Inhi ko chhoony ki arzoo hai
Ye hont hain ya gulab saqi?

Suna hi tery he hath se hai
Isi ka peena sawab saqi.

Hashar men kehty hain tor dengy!
Ye ap apna hijaab saqi.

Bary dinon se piya nahen hai
Na mang muj se hisab saqi.

Ye maikada hai hazar fitny,
Laa pila dy Sharab  Saqi…..’!!

Teri sharab ka nasha

“Teri sharab ka nasha to sirf rat tak hai

*”SAQI”*

.
.

.

Tu b mudhosh ho jaye agar dekh lay mery yar ki aankhen…

Behky behky hooye andaz-e-byan

Behky behky hooye andaz-e-byan hoty hain,

Ap hoty hain to phir hosh kahan hoty hain,

Hont paband hain mafhoom byan hoty hain,

Koi samjhy to ye Aansu bhi zuban hoty hain,

Yaad hai teri nigahon ka badalna mujh ko,

Aisy andaz qyamat mein kahan hoty hain,

Kyun shab-e-gham na jalaoon teri yaadon k chiragh,

Un sy roshan meri manzil k nishan hoty hain,

Gham hai baqi to kisi roz khushi bhi ho gi,

Phool bhi khaak k pehlu mein jawan hote hain…$

Tu jo bolta hy tu chalti hey

Tu jo bolta hy tu chalti hy nabaz-e-Mekhana ,

.

.

Tu jo dekhta hy tu raks karte hein meakhnay.

Na jany Q Ye Raat udas kr deti hai Har Roz

Na jany Q Ye Raat udas kr deti hai Har Roz
SAQI

.

.

.

Mehsos youn hota hai Jesy Bichar Raha hai Koi dhery Dhery…

1 2 3 4 »

Advertisement