Jis ke Rony ki Sadaon Say
Jis k Rony ki Sadaon Say Tarap Jatay Thay.
Sun k Faryad Ali (a.s) Paas Chalay Aatay Thay.
Log Yasrab k Bare Chain Say Ab Soengay,
Meri Makhdooma k Masoom Sabhi Roengay,
Ab To Aahon ki Na Awaz-e Buka Aegi,
Zakhm Pehlu k Payambr ko Dikhlaengi,
Sar-e-Darbar Gawahon ko B Jhutlaya Hy,
Baad Baba k Muslamano Nay Tarpaya Hy,
Dagh-e Hizyaan ki Tuhmat ka Dho Gaien Zehra (s.a),
Zakhm Pehlu Mein Liye Aaj So Gaien Zehra (s.a)
Bibi ki Shahadt pe Tazeyt ARZ Hai…!


